Sunday, June 10, 2012

Shah g poetry


In phool se charon pe mat jana
ya bht bywafa hoty hain
har rahguzr tor leta ha inko
ya kisi aik k ho nai paaty
har aik krta ha dil lgi inse
ya ahl-e- wafa nai hoty
har roz khilty hain naya rup le kr
phr murjha jaty hain aik khoish dy kr
har aik pe khusbu bikhartain hain ya
kisi aik pe apna husn makhsos nai krty
na ana in husn walon k chungal ma "SHAH G"
chain lety hain ya muskarat apni adon se